Saturday, December 17, 2011

raat

Raat Bhar Ab Udham Machayengi
Khwahishen Din Me Khoob Soi Hen.

raah

Agar Hota Hai Ittfaaq Tou Yun Kyun Nahi Hota
Wo Chale Uss Raah Par Jo Mujh Pe Khatam Ho...!!

Sunday, December 11, 2011

kismat

"Miley to hazaron log they zindagi me"

"Wo sb say alag tha jo QISMAT mien nahi tha"

duniya basi hhai

Tanha Samajh Raha Hai Koi Mere Dil Ko..

Duniya Basi Hai Iss Mein Kisi Ke Khayaal Ki

Saturday, December 10, 2011

suni suni ankhein meri


sune sune sare adaiye  hai
suni manzil hai sanam,
suni suni si meri aankhein hai
suni muskurahat hai sanam,

ye jhumke ye kangan kis kaam ke,
na jalna in zulfon ke aag me sanam,

mujhe gheree hai sirf tanhaiyaan
mere dil mein hain sirf khaamoshiyan.

mhbt

Meri M0habbat me Bus Itna hI Kaafi haI..

Tere Baghair Bi Tere Saath Rehti  HU..

Friday, December 2, 2011

zindagi

Hum hatho ko dekhte hue soch rhe hai k ye zindagi kis ke naam kare...

Us k naam jo Dil ki dhadkano me hai,
Ya
Phir us ke naam jo hatho ki lakiron me hai... !

Thursday, June 16, 2011

Duniya

bichad kar uss se main,
diniya ke thokroon me hu.
.
.
.
.
.
wo jb pas that to woh mujhe
hr pl khush rkhta thaa

Monday, June 6, 2011

Adaat

Barsoo bad bhi uski adat na bdli bewafai ke
.
.
.
.
.
KASH
main mohabaat nahi uski adaat hoti

soch

Ksh mujhe mloom ho jye, teri soch k
.
.
.
.
.
Min khud ko trasu ,
Teri Andaz-e-nazar se

Saturday, June 4, 2011

Duniya

humse khelti rahi duniy,
tash ke patto ke terha

.
.
jisne jeeta usne bhi fainka,
.
.
jisne haara usne bhi fainka

Friday, June 3, 2011

yaad

Kash kuch dino ke liye duniya se chale jana mumkin ho ta
.
.
.
.
.
suna hai log bahut yaad krte hai chale jane ke baad

Ladai

Ae Kash  ke wo subh neend se jage
aur hmse ladne aye,
.
.
ke tum kon hote ho hume khawaabo me satane wale

Kash

Kash mere Pyar ka ant kuch is qdr ho
.
.
ke meri qdr pr bna unka ghr ho
.
.
wo jb b soye zameen par,
mere seene se lga unka sar ho

Monday, May 30, 2011

riwaz

kon kissey dil me jgh deta hai,
peed bhi sukhe patte gira deta hai,
wakif hain hum duniya ke riwazo se,
jaan nikal jaye to koi apna he humain jala deta hai

Tuesday, May 24, 2011

WASTA

USSE MERA ABB KOI WASTA NAHI HAI LEKIN
.
.
.
.
.
USSKE HISSE KA WAQT AAJJ BHI TANHAN GUZARTA HAI

PAHELI

Ajab Paheli Hai  Haath ki Lakeeron Main
.
.
.
.
.

SaFar Likhe Hain Magar Rasta Nahin Likhein..

TAMASHA

Wajood apna, Na Rooh apni ...
Bas ik Tamasha bni zndgi apni ...

Na Dil lagi main Sakoon paya,
Na Ashqi mein Qarar paya ...


Ajab ye Chahatein hain ...
Na Jeet paye,
Na Haar paye,

Na hi Yadon ki Dhunnd Utri,
Na dil k Daman ko jhaar paye ...

Na ankhein Khwabon ko Dhond pa'een,

Na Khawab Ankhon ko Dhond paye ...
Bs ik Tamasha bni zndgi apni !!

vajood

Main katra he sahi , pr alag vajood to hai,
.
.
.
.
.
dua krta hai samander b humain paane ke liye

sawaal

Uss marjaane ne pucheya, sb to vadh ke pasand hai teinu,
.
.
.
.
.
Main sochdi rahi ke khud jawaab ho k v oone sawaal q kitta

Zindagi

Kon kehta hai zindagi chalne ka naam hai.
.
.
.
.
.kambakhat humari to zindagi he chali gai ek naam ke talash me