Tuesday, May 24, 2011

TAMASHA

Wajood apna, Na Rooh apni ...
Bas ik Tamasha bni zndgi apni ...

Na Dil lagi main Sakoon paya,
Na Ashqi mein Qarar paya ...


Ajab ye Chahatein hain ...
Na Jeet paye,
Na Haar paye,

Na hi Yadon ki Dhunnd Utri,
Na dil k Daman ko jhaar paye ...

Na ankhein Khwabon ko Dhond pa'een,

Na Khawab Ankhon ko Dhond paye ...
Bs ik Tamasha bni zndgi apni !!

1 comment:

  1. tamasha khud zindagi ko tumne bana rakha hai
    ishq ka ajeeb ka khel khel rakha hai
    ajab hai tumhari chahatein
    jisko dost
    uski ko apna dushman bana rakha hai...

    ReplyDelete